Friends this came across to me while travelling back to mumbai from Chandigarh,this is what i could pen down in my 2 hr flight, its my first attempt towards trying to write something in Hindi,I hope this goes well
Sapno hi Sapno mey
Sapno ki Duniya mein kho gaya tha mein |
Aapno ki yadom mein ro raha tha mein |
Mehsus ho raha tha mujhey woh akela pan |
Na raha mujhey ahmeyat us tijori ka dhan |
Koso dur ,ja raha tha mein us bhed bhad sey|
Shanti milli mujhey jab takraya mein us peepal key jhad sey |
Par wahan na dekhey gopiya na melay nathkhat kanhaiya|
koso dur nazar ghumayi tho miley sirf woh wiraniya |
Palatkey dekha tho sirf thi woh wiraniya|
Thaak kar aakhein band kar le meiney aapne |
Tho nazar aaye woh gopiya aur muskuratey hua nathkat kanhaiya|
Thursday, March 31, 2011
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment